Wo bhi kya din the
Wo bhi kya din the
mummy ki god aur papa ke kandhe
na padhi ki soch na life ke funday
na kal ki chinta na future ke sapne
lekin ab kal ki hai fikar aur adhure sapne
mud kar dekha to bahut hai apne
manjil ko dhundhte kaha kho gaye hum
kyu itane bade ho gaye hum
mummy ki god aur papa ke kandhe
na padhi ki soch na life ke funday
na kal ki chinta na future ke sapne
lekin ab kal ki hai fikar aur adhure sapne
mud kar dekha to bahut hai apne
manjil ko dhundhte kaha kho gaye hum
kyu itane bade ho gaye hum