Posts

Showing posts with the label Dosti SMS

Phool Khushbu ke liye

Phool Khushbu ke liye Pyar nibhane ke liye Ankhen dil churane ke liye Khushi muskurane ke liye Yeh sms sirf tumko apni yaad dilane ke liye

Dosti toh sirf ek ittefaaq hai

Dosti toh sirf ek ittefaaq hai Yeh toh dilon ki mulaakaat hai Dosti nahi dekhti yeh din hai ki raat hai Isme toh sirf wafaadaari aur jasbaat hai 

Sare dost ek jaise nahi hote

Sare dost ek jaise nahi hote kuch hamare hokar bhi hamare nahi hote aap se dosti karne ke bad mahsus hua kaun kahata hai jamin par sitare nahi hote

Aasman se tod kar tara diya hai

Aasman se tod kar tara diya hai aalam-e-tanhai me ek sahara diya hai meri kismat bhi naaz karti hai mujhpe khuda ne dost hi itna pyaara diya hai

Dosti se dur hona majburi hoti hai

Dosti se dur hona majburi hoti hai hakikat ki duniya bhi jaruri hoti hai kaun si hasrat hai jo sapno se puri hoti hai dost na ho to har khusi adhuri hoti hai

Salon bad na jane kya sama hoga

Salon bad na jane kya sama hoga hum sab dosto me se na jane kaun kaha hoga fir milna hua to milenge khawabo me jaise shukhe hua gulab milte hai kitabo me

Na kheriyat na koi paigam aaya hai

Na kheriyat na koi paigam aaya hai jo chaha nahi wahi anjam paya hai kya aapne bhula di hamari dosti jo aaj na dua na koi salam aaya hai

Pyaar se hume koi gila nahi(Dosti SMS)

Pyaar se hume koi gila nahi qyu ki pyaar hame kabhi mila nahi hamane to ki hai zindagi me sirf dosti qyu ki dosto se jayada pyaar karne wala hume mila nahi

Ye zindagi tab hasin hoti hai(Dosti SMS)

Ye zindagi tab hasin hoti hai chahane se jab har dua kabul hoti hai kehane ko to sab aapne hai par kash koi aisa ho jo ye kahe tere dard se mujhe takif hoti hai

Mangi thi dua hamane rub se(Dosti SMS)

Mangi thi dua hamane rub se dena hame dost jo alag ho sab se usne mila diya hame aap se aur kaha sambhalo inhe ye anmol hai sabse
Ye dosti ka daman kabhi na chute hum aap se aur aap humse kabhi na ruthe is kadar nibhaye ye dosti ki ye dhadkan khamosh ho jaye par ye rista kabhi na tute

Dosti tuti to zindagi bikhar jayegi

Dosti tuti to zindagi bikhar jayegi ye koi julafe nahi jo sawar jayegi tham lijiye daman unka jo aap ko khusi de warna rote rote zindagi gujar jayegi

Dusmano me bhi dost mila karte hai

Dusmano me bhi dost mila karte hai kanto me bhi phool khila karte hai is dost ko kanta samajh kar chhod mat dena kyu ki kante hi phoolo ki hifajat karte hai

Na phool na bahar na chain na karar

Na phool na bahar na chain na karar na bear na bar na bike na car apni to life hai  yaar aapki dosti aur aap ka pyaar

Tum subah aur tum shaam ki tarah

Tum subah aur tum shaam ki tarah tum khusiyon ke paigam ki tarah tum ko humne kab bhulaya hai ae dost tum yaad rahte ho mujhe mere naam ki tarah

Zindagi kisi ki mohtaj nahi hoti

Zindagi kisi ki mohtaj nahi hoti dosti sirf jajbat nahi hoti kuch to khayal aaya hoga khuda ko warna unhi aap se hamesamulakat nahi hoti

Jo dost pass na ho woh dil ke karib hota hai

Jo dost pass na ho woh dil ke karib hota hai jinke pass dost na ho woh garib hota hai lekin jinke dost aap jaisa ho woh khusnasib hota hai

Majburi me nahi dil se yaad karna

Majburi me nahi dil se yaad karna duniya se fursat mile to baat karna dua hai jamane ki har khusi pao aap fir bhi aankh bhar aaye to hume yaad karna

Aawaj na ho to hansi kis kam ki

Aawaj na ho to hansi kis kam ki maza na ho to masti kis kam ki yaad aap ki aaaye aur hum sms na kare to fir ye dosti kis kaam ki

Achhi dosti hath aur aankh ki tarah hoti hai

Achhi dosti hath aur aankh ki tarah hoti hai jab hath ko taqleef hoti hai to aankh roti hai aur jab aankh roti hai to hath ansu pochhte hai