Posts

Showing posts from June, 2013

Wafa ke naam se wo anjan the

Wafa ke naam se wo anjan the Kisi ki bewafai se pareshan the Humne deni chahi to pata chala Hum khud hi bewafa ke naam se badnaam the

Phool Khushbu ke liye

Phool Khushbu ke liye Pyar nibhane ke liye Ankhen dil churane ke liye Khushi muskurane ke liye Yeh sms sirf tumko apni yaad dilane ke liye

Nazar ko badlo to nazare badal jate hai

Nazar ko badlo to nazare badal jate hai Soch ko badlo to sitare badal jate hai Kashtiya badal ne ki jarurat nahi Disha ko badlo to kinare khud-b-khud badal jate hai

Itani si baat hawaon ko bataye rakhna

Itani si baat hawaon ko bataye rakhna Roshni hogi chirago ko jalaye rakhna Lahu deakr ki hai jiski hifajat humne Aise tirange ko sada apne dil mein basaye rakhna

Dua hai teri zindagi mein sada bahar rahey

Dua hai teri zindagi mein sada bahar rahey Her khusi ko khud tera intezar rahe Na ho khatam teri khusiyo ka khazana Tere lab na bhule kabhi muskurana

Ek khanjar chhupa ke laye the wo aasteen mein

Ek khanjar chhupa ke laye the wo aasteen mein Jate waqt use mere dil par chala gaye Insaniyat ki baat soch kar main chup rah gaya Besharm wo hai ki nazaren mila kar chale gaye

Jab aap ki dua qabul ho to khush hona

Jab aap ki dua qabul ho to khush hona kyu ki isme tumhari wish hoti hai Aur jab qabul na ho to aur khush hona Kyu ki isme God ki koi marzi hoti hai

Zindagi ek fasana hi sahi

Zindagi ek fasana hi sahi  Hasti nahi to roti hisahi Bechaini kaho ya kaho majboori Pyar ki ek ajab paheli hi sahi

Kanta na hota to phool ki hifazat na hoti

Kanta na hota to phool ki hifazat na hoti Andhera na hota to roshini ki jarurat na hoti Agar mil jati har khushi duniya mein To dil ki mulaqat dard se na hoti

Panahon mein jo aaye ho

Panahon mein jo aaye ho To us par war kya karna Jo dil hara hua ho Us pe phir adikar kya karna

Meri sohbat me bhejo taki iska dar nikal jaye

Meri sohbat me bhejo taki iska dar nikal jaye Bahut sahmi hui darbar me sacchai rehti hai Bus ek din main roya tha teri mohabat me Magar aawaj aaj tak meri bharrayi rehti hai

Zindagi jab ek sawal ban jati hai

Zindagi jab ek sawal ban jati hai To insan har khusi se mehrum ho jata hai Us waqt jab dil jawab deta hai  To wo jawab phir ek naya sawal ban jati hai

Sangir proyojane aamar kotha chinta karo

Sangir proyojane aamar kotha chinta karo ek mone hole aamar hatti dhoro amay tumi kachhe oabe jokhone bhabe Tumi aamar chirodiner chirokal aamay kachhe pabe

Preme mone shanti aane dehe aane bol

Preme mone shanti aane dehe aane bol Prem yadi satya hoj etai tar sathik phol Duti hir ek hole jivan anandamoi Biparit hole hoi bishamoy

Khali shise bhi nisan rakhte hai

Khali shise bhi nisan rakhte hai Tute dil bhi arman rakhte hai Jo khamosi se guzar jata hai Wo dariya bhi dil mein tufan rakhta hai

Kareeb koi gum aap ke aaye na

Kareeb koi gum aap ke aaye na Waqt kabhi aap ko rulaye na Bhara rahe khusiyon se daaman aap ka  Khuda ye meri aarzoo kabhi thukraye na

Mustakil is jahan main tum bhi nahi

Mustakil is jahan main tum bhi nahi Mustakil is jahan main hum bhi nahi Na musarrat hi mustakil hai yahan Mustakil is jahan main gum bhi nahi 

Kismat par etbar kisko hai

Kismat par etbar kisko hai Mil jaye khusi inkar kisko hai Kuch majbooriya hai mere dost Warna judai se pyar kisko hai

Dukh ke din ab chale gaye hai

Dukh ke din ab chale gaye hai Khusiya aayi hai tere darwaje par Lekin dukh ke din bhul na jana Har galti sikhayegi kathin samay aane par

Mushkilen dil ke irade aazmayengi

Mushkilen dil ke irade aazmayengi Khwabon ki mushkilen nigaho se hatayengi Gir kar hausala mat haarna o yaar Ye thokrein hi tujhe chalna sikhayengi

Sameto sitaro ko hatho mein apne

Sameto sitaro ko hatho mein apne Bahut door tak raat hi raat hogi Musafir hai hum bhi musafir ho tum bhi kahin na kahin mulaqat hogi

Hum jinka intezar karte hai

Hum jinka intezar karte hai Wo kabhi aate nahi hai  Aur jo aa jate hai samne Unka intezar hum karte nahi hai

Unka ashiyana dil mein basa rakha hai

Unka ashiyana dil mein basa rakha hai Unki yaado ko sine se laga rakha hai Pata nahi yaad ate ho tum hi kyun waise dost to hamne auron ko bhi bana rakha hai

Khojoge to har manjil ki raah mil jati hai

Khojoge to har manjil ki raah mil jati hai Sochoge to har baat ki wajah mil jati hai Zindagi itani majbur bhi nahi ae dost Jigar se jiyo maut bhi jine ki aada ban jati hai

Gulshan ka raaz padh sakta hai koi koi

Gulshan ka raaz padh sakta hai koi koi Dard ki dawa ban sakta haikoi koi Khusi mein aa jate hai aksar aansu Gum mein muskura sakta hai koi koi

Koi shakhs kisi ka chirag nahi bujhata hai

Koi shakhs kisi ka chirag nahi bujhata hai Chirag ke andartel ki kami chirag ko bujha deta hai Dil kisi ka koi nahi todta Bas bate kisi ki kisi ka dil tod deti hai

Dua hai Ki Kamyabi ke har sikhar per aap ka naam hoga

Dua hai Ki Kamyabi ke har sikhar per aap ka naam hoga Aapke har kadam per duniya ka salaam hoga Himmat se mushkilon ka saamna karna Hamari dua hai ki waqt bhi ek din aapka gulam hoga Happy Birthday

Mene khuda se kaha kyun nahi bana wo mere liye

Mene khuda se kaha kyun nahi bana wo mere liye Jabki padi thi namaz mene uske liye Khuda ne kaha kaash tu padta namaz mere liye To me bana deta usko tere liye

Staying in a relationship when you are

Staying in a relationship when you are no longer happy  Is like fooling yourself  Letting go of someone you love is painful  but  Time will come you all realize that  It’s the best thing you have done for yourself

A friend gives hope when life is low

A friend gives hope when life is low A friend is a place when you have nowhere to go  A friend is honest, a friend is true  A friend is precious a friend is you.

I may not have everything I have

I may not have everything  I have  ever wanted in life  but I have all I  will ever need to be happy   And that's YOU

Dosti toh sirf ek ittefaaq hai

Dosti toh sirf ek ittefaaq hai Yeh toh dilon ki mulaakaat hai Dosti nahi dekhti yeh din hai ki raat hai Isme toh sirf wafaadaari aur jasbaat hai 

Dard hota nahin duniya ko dikhane ke liye

Dard hota nahin duniya ko dikhane ke liye Har koi rota nahi ansu bahane ke liye Ruthne ka maza to tab aata hai Jab koi apna ho manane ke liye

Waqt hai badla aur badli si kahani hai

Waqt hai badla aur badli si kahani hai Sang mere hasin palo ki yade purani hai Na lagao mere jakhmo par marham Mere pas uski yahi ek nishani hai

Ek bar ek garib ladke ko ek chirag mila

Ek bar ek garib ladke ko ek chirag mila  Usne use ragadana suru kar diya   Achanak ek blast hua jisme 9 people ki death ho gayi aur 12 injured ho gaye......MORAL OF STORY...' bahar padi har chiz Alladin ki nahi ,  Muzahiddin ki bhi ho sakti hai..

Give laughter 2 all, but grin 2 one

Give laughter 2 all, but grin 2 one Give cheeks 2 all, but lips 2 one Give love 2 all, but heart 2 one Give life 2 all, but live for one

Ummid aisi ho jo jeene ke majboor kare

Ummid aisi ho jo jeene ke majboor kare Raah aisi ho jo chanle ko mojboor kare Mehak kam na ho kabhi apni dosto ki Dosti aisi ho jo minle ko mojboor kare