Posts

Hakikat samjho ya afsana

Hakikat samjho ya afsana aapna samjho ya begana hamara aap ka rista hai purana is liye farz tha aapko batana ki I miss u rozana

Har din ye dil akela hota hai

Har din ye dil akela hota hai haar ek pal uske bina adhura hota hai koi yaad karta hai koi bhula deta hai par har ek friend zaroori hota hai

Na kheriyat na koi paigam aaya hai

Na kheriyat na koi paigam aaya hai jo chaha nahi wahi anjam paya hai kya aapne bhula di hamari dosti jo aaj na dua na koi salam aaya hai

Hawaye kahti hai dosti kar

Hawaye kahti hai dosti kar fizaye kahti hai pyaar kar bahare kehti hai sadi kar par gharwale kehte hai  bakwas band kar aur padai kar

Wo badale is kadar ham hairan reh gaye

Wo badale is kadar ham hairan reh gaye wo to khush hai lekin ham pareshan rah gaye jane kis mod par ye jaan nikal jaye ham aapne hi jism me ab mehman rah gaye

Khamosh raat me agar sitare na hote

Khamosh raat me agar sitare na hote to meri aankho me bhi rangeen nazare na hote ham na karte kabhi aapki itani parwah agar aap itane pyaare na hote

Zindagi ka raaz tanhai me paa liya

Zindagi ka raaz tanhai me paa liya jiska bhi gam mila apna bana liya  gam hamara sunne ko koi na mila  to rkha aaina samne aur khud ko suna diya